Chand Bhi Sharma Gaya Tha
Is Noor Ko Dekh Kar
Chup Gaya Badalo Mein Jakar
Soni Soni Muskan The Us Ke
Bolta Woh Apney Sathiyo Say Ja Kar
Hai Main Mar Gaya , Hai Main Mar Gaya
Itna Haseen Raz Aaj Main Nai Kise Dekh Leya
Kuch Tu Kar Is Bemari Ka Ilaj
Warna Ab Hum Say Ab Raha Na Jai Ga
Hai main mar gaya, hai main mar gaya
Dekh gaya ye noor aaj chand ko kise
Buhot Sharmaya woh us noor ke agai
Us ka Ghuroor bhi tod gaya us ke samney
Mohabat ka ikrar kar betha us ke agai
Hai main gaya, hai main gaya us ke agai.
Is Noor Ko Dekh Kar
Chup Gaya Badalo Mein Jakar
Soni Soni Muskan The Us Ke
Bolta Woh Apney Sathiyo Say Ja Kar
Hai Main Mar Gaya , Hai Main Mar Gaya
Itna Haseen Raz Aaj Main Nai Kise Dekh Leya
Kuch Tu Kar Is Bemari Ka Ilaj
Warna Ab Hum Say Ab Raha Na Jai Ga
Hai main mar gaya, hai main mar gaya
Dekh gaya ye noor aaj chand ko kise
Buhot Sharmaya woh us noor ke agai
Us ka Ghuroor bhi tod gaya us ke samney
Mohabat ka ikrar kar betha us ke agai
Hai main gaya, hai main gaya us ke agai.
Written By Sana Ahmad
No comments:
Post a Comment