Masti Ki Kuch Pal Jo Guzar Rahe Hai In Ki Saath Kuch Is Tarha
Aisa Lagnay Laga Ki Ye Ajnabi Buhat Apna Sa Hai Kuch Is Tarha
Khud Rote Hai Par Hansate Hai Hum Ko Ye Roz Kuch Is Tarah
Na Cho Saka Ho Koi Ghum In Ko Muskurata Hain Kuch Is Tarah
Mizaaj Main Hai Garmi, Par Hai Badsha Ye Apney Duniya Ki
Tabhi To Dete Hai Nazrana Hum Apne Dosti Ka In Ko Kuch Is Tarha
Apney Shesha-E-Dil Mein Rakhte Hai Chupa Kar Sare Khazane
Aah Nahi Deta Apnay Khazano Ki, Par Chupa Leta Apne Sine Main Is Tarha
Har Ada Ho In Ki Mohabat Jaise, Par Cheera In Ka Heera Jaisa Lagta Hai

Woh Alag Baat Hai Heera Nikalta Hai Kyole Ki Kaan Se Is Tarha
Dost To Hai In Ki Buhat Say, Par Mujh Jaisa Koi Dost Bhi Nahi Hoga In Ka
Jo Dost Ho, Bhen Ho, Sab Se Alag Ho, Sab Se Juda Aur Nayab Ho Moti Ki Tarah
Phele Ye Na Socha Tha, Sana Ka Bhai Agar Zafar Bhai Jaisa Na Hota,
To Shayad Fir Ye Rishta Kabhi Heere Moti Jaisa Bhi Na Hota Kuch Is Tarha
Phele Ye Na Socha Tha, Sana Ka Bhai Agar Zafar Bhai Jaisa Na Hota,
To Shayad Fir Ye Rishta Kabhi Heere Moti Jaisa Bhi Na Hota Kuch Is Tarha
Written By Sana Ahmad
beautiful
ReplyDeleteYou have made some really good points there. I checked
ReplyDeleteon the net for more information about the issue
and found most individuals will go along with your views
on this web site.
Feel free to visit my web site ... cheap desks 2011
verrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrry gooooooooooooooooooooooooooooooooooooooooooooooooood
ReplyDeletethank you
Deletei just love it...........
ReplyDelete