September 29, 2009

✿❉✿❃✿❉❥ Funny SmS Shairy ❥❉✿❃✿❉✿


Gaye mai aaj dosto ke saath halwai ki dukaan par

Khaaya wahan pe chola poori us ki dukaan par

Dekha jab khaane ka bill

Ho gaya mera chaudah tabaak roshan us ki dukaan par

Ghar aye to paaya haazme ne bhi ab jawab de deya

Gaye mai fir hakeem ke pass us ki dukaan par

To hakeem ne dawa ka ek bada nukhsa pakda diya

Gaye mai fir dawa khareedne dukan par

Dawa ke keemat jo us ne jab batayee mujh ko

To mera hosh udh gaya us ke dukaan par

Kya mehngayee ka daur hai, is zamaney main

Badha mehnga par gaya mujhey khana us ki dukaan pe

Written BY Sana Ahmad