August 27, 2009

Hanste Hanste Zindagi guzzar jai

ham ladte hain jhagadte hain
ek duje ko parisha karte hain

hum hanste rahe aur ro diye
hum roye aur phir hans diye
agar tum meri behen na hoti
udaas bahut ye zindagi hoti

aankho ki chamak dil ki roshni hai
khushiyo ka mahuur tu zindagi hai
hai ek farishta ya koi pari hai
rehmate khuda hai ek zinda dua hai

kabhi bina wajah hota hai yu
hume ye bhi nahi pata ki kyu
jab hum saath nahi hote hai
ye bandh aur mazbut hote hai


hum paas rahe ya hoye dur kadaa
meri behen jo hogi dil me sadaa

Written By Zafar Diamond








2 comments:

  1. ye poem muchye buhat pasand hai.......kyu ke first time kise bhai nai merey liye likhey the ye poem.......thnx u zafar bhai

    ReplyDelete
  2. truelovejourneypoem.blogspot.com is very informative. The article is very professionally written. I enjoy reading truelovejourneypoem.blogspot.com every day.
    payday advance
    payday advance

    ReplyDelete